- Hello friendsअगर आप इस फाइल को डाउनलोड करना चाहते हैं तोनीचे दी हुई लिंक पर क्लिक करे |लिंक पर क्लिक करने के बाद पहले आपको 25 रूपये का पेमेंट करना होगा .पेमेंट करने के बाद आप ऑटोमेटिक डाउनलोड पेज पर पहुँच जायेंगेफिर आप फाइल डाउनलोड कर सकते हैं
- Sabse pehle apko apne computer me usb driver install karna hai
- uske baad usb driver filter install karna hai aur open karna hai
- uske apne mobile ke dono volume botton dabakar data cable lagana hai
- ab apko usb filter me mtk port par click karna hai fir install par click karna hai
- ab mtk authontication tool ko open karna hai
- ab soft reset par click karna hai
- aur mobile ke dono volume botton dabakar data cable lagana hai
- ab hamara mobile reset ho raha hai
- kuchh der ke baad mobile auto restart ho jaega
- mobile ko comlete on hone me 10 minutes ka time lag sakta hai
- jab hamara mobile complete on jae to emergency par touch karke *#813# dial karna hai
- ab hamara mobile use karne ke liye ready hai
No comments:
Post a Comment